Surah Rehman ka Ajeeb kamaal ka Amal | Benefits | Wazaif New video by Home Health Care on YouTube


Surah Rehman k 5 zabadast wazaif in wazaif ko kar kay ap har kism ki la ilaj bemariyon se nijat jadu or jinaat se chutkara aseeb se nijat aisay fazail jin se ap sari umar zindagi ap ic se mustafeed ho saktay hain. khana pkanay salan main chai main atta ghodnay main istmaal karin. dil kay mareez hoon ya gurday ka masla ho Allah pak ic amal se zaroor shifa day ga insha Allah. bachon ko zaheen banaye or agar kehna na mantay ho sharata karty hoon tu ye amal karin. ic kay ilawa bohat se ba kmal wazaif.

Comments