Agar Aap Ki Aankh Bhi Raat Mein Khul Jati Hai To Yeh Video Dekh Lo | Farman Muhammad Saw New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


This is the title of the video “ Agar Aap Ki Aankh Bhi Raat Mein Khul Jati Hai To Yeh Video Dekh Lo | Farman Muhammad Saw “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video ka mukhtasir tareen khulasa. .. Aaj ki video mein hum baat karen ge. .. Aik umomi masla par. .. Jo aksar logon ke sath paish aata hai. woh masla hai raat ko neend se aankh khilnay ke hawalay se. . . Aksar logon ki yeh shikayat hoti hai. Ke raat ko neend se aankh khul jati hai. Aur sahih se so nahi paate. Aur aisa aadhi raat ke baad hota hai. Yaad rahay ke is ki mukhtalif wajohaat ho sakti hain. Jin mein mukhtalif terhan ki pareshaani bhi shaamil hain. Aaj kal har koi mukhtalif pareshaniyon ka shikaar hai. Koi aulaad ki pareshaniyon mein, koi kaarobar ki pareshaniyon mein, koi rishton ki pareshaniyon, to koi kis pareshani mein mubtala hai. Aur raat ko achi neend ki yeh bhi aik wajah ho sakti hai. lekin ziyada tar logon ko neend to aati hai. lekin un ki aankh umooman teen se le kar paanch ke darmiyan laazmi khulti hai. Aur phir woh dobarah se neend ko bahaal karne ki koshish karte hain. Aur dobarah so jatay hain. ab sochnay ki baat yeh hai ke. .. aakhir aisa kyun hota hai ?. kya is ke baray mein pareshan honay ki zaroorat hai ?. Ya phir is ki koi aur wajah ho sakti hai ?. to yaad rahay ke. .. aap ke sath agar aisa hota hai. To aap aik khush qismat insaan hain. Aur aap ko pareshan honay ki zaroorat nahi hai. Balkay aap ko to khush honay ki zaroorat hai. kyun khush hona chahiye ? Is arrey mein jan-nay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhen #islamicWazaif #Farman_MUhammad_SAW ►Video URL★https://youtu.be/uZBSYnGYNn8 ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments

Popular posts from this blog

Sajde Mein Jakar Allah Ka Ya Aik Naam 100 Baar Parh Lein Farishte Rizq Ki Boriyan Bhar Kar Leingay New video by The Urdu Islamic Teacher on YouTube

Mushkilat Ke Hal Ke Liye Surah Fatiha Ka Amal Qismat Ky Faisle Karwa Len New video by Wazifa Online Official on YouTube