Khaali Pait Yeh 4 Danay Khanay Se Khoon Ki Kami Poori | Nabi Pak Ka Farman | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube
This is the title of the video “ Khaali Pait Yeh 4 Danay Khanay Se Khoon Ki Kami Poori | Nabi Pak Ka Farman | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum baat karen ge. Khoon ki kami ke baray mein. Aur aap ko yeh kami daur karne ka aik bohat hi khaas nuskha bhi bitayen ge. .. . Yaad rahay. . Khoon ki kami ( jisay anemia bhi kaha jata hai ) aik aisi kefiyat hai jis mein khoon ke surkh khaliye kam ho jatay hain. . Ya yun kahin ke yeh khaliye ban'nay ka amal ruk jata hai. . . Aap ko batatay chalein ke khoon ke surkh zarraat ki zindagi ka dorania 120 din hai. .. Agar kisi fard mein yeh kami payi jaye to is ki sehat ko kayi terhan ke masail la-haq ho jatay hain. .. Khawateen mein yeh masla mardon ki nisbat bohat ziyada paaya jata hai. . . Agar khoon ki kami ko nazar andaz karne ki koshish ki jaye. .. Aur is ka bar waqat ilaaj nah kya jaye to yeh pechidgion ka sabab ban sakti hai. Is liye zaroori hai. Ke khoon ki kami ka ilaaj jald se jald kya jaye. .. . . khoon ki kami daur karne ke liye aik khaas cheez ka istemaal hum aap ko bitanay walay hain. .. Ke jis ke sath bohat taizi se khoon ki kami daur hoti hai. . yeh cheez kya hai ?. .. aur is ka istemaal aap ne kaisay karna hai ?. .. . Is cheez ke baray mein pyare nabi ka kya farmaan hai.... Is baray mein jan-nay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhieye ga. .. . #Anemia #KhoonKiKami #IslamicWazaifOfficial ►Video URL★https://youtu.be/bsws8AKOEhM ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .
Comments
Post a Comment