Nabi Pak Ne Qisam Kha Kar Farmaya Barish ka Pani Yun Pi Lo | Rain water | Ab e Shifa New video by Islamic Wazaif Official on YouTube
This is the title of the video “ Nabi Pak Ne Qisam Kha Kar Farmaya Barish ka Pani Yun Pi Lo | Rain water | Ab e Shifa “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum baat karen ge. ..Barish ke pani ki. . . Yaad rahay ke. .. Qudrat ki azeem nishanion mein se ahem nishani aasman se barish ka nuzool hai. .. Jo insanon aur un ke ilawa roye zameen par basnay wali deegar makhloqaat ki zindagi aur baqaa ka aik ahem Ansar hai. . . Kya aap jantay hain ?. .. Ke barish ke pani mein Shifa payi jati hai ?. .. Aur is ko aap har bemari se Shifa ke liye kaisay istemaal kar satke hain ?. .. Agar nahi to hamari is video ko ghhor se dekhieye ga. . . Kyun ke hum aap ko hadees pak ki roshni mein aur hazrat Ali razi Allah anho ke farmaan ki roshni mein yeh bitanay ja rahay hain. .. Ke barish ke pani se aap apni bimarion se kaisay Shifa pa satke hain. . . Chahay kitni hi khatarnaak bemari kyun nah ho. .. bas barish ke pani par yeh amal karen. .. aur pi len. .. . InshaAllah aap ko har terhan ki bemari se Shifa miley gi. . Aur aap ke jism ki har bemari daur ho jaye gi. .. . Yeh daawa hamara nahi hai. .. Balkay hadees pak ke yeh alfaaz ke har bemari jism se nikal jati hai. .. . . Barish ke pani ko aap ne kaisay istemaal karna hai ?. . . Yeh jan-nay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhieye ga. .. . #RainWater #IslamicWazaifOfficial #FarmanNabiPak ►Video URL★https://youtu.be/bpvshD9b3NA ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .
Comments
Post a Comment