Niazbo Ka Poda Jo Nabi Pak Ko Bhi Pasand Tha | What are the benefits of Tulsi? | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


This is the title of the video “ Niazbo Ka Poda Jo Nabi Pak Ko Bhi Pasand Tha | What are the benefits of Tulsi? | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum baat karen ge. Niazbo ke baray mein, jisay (Rehan ya Tulsi) ke naam se bhi jana jata hai. .. . Rehan aisa poda hai jis ka tazkara Qran Majeed aur Ahadees Nabwi SAW? Dono mein mojood hai. Is se is ki ahmiyat ka andaza lagaya ja sakta hai. . . Ke Qran Majeed mein is ka zikar Surah Al Rehman ( Aayat Number 12 ) aur Surah Al-Waqah mein hwa hai. Huzoor Nabi Kareem ne usay pasand farmaya hai. Kayi Ahadees mein Rehan ka zikar mojood hai. Hadees ki riwayat ke mutabiq Aap SAW ne irshad farmaya ke" jab tum mein se kisi ko Rehan diya jaye to lainay se inkaar nah karo kyunkay yeh poda Jannat se aaya hai ". . . Bukhari o Muslim ki aik aur Hadees ke mutabiq Nabi Kareem SAW ne irshad farmaya ke. .." jis kisi ko Rehan paish kya jaye woh is ko lainay se inkaar nah kere kyunkay yeh apni khushbu mein nihayat umdah aur wazan mein halka hota hai. . . Dostoo. .. . Aaj hum aap ko Tulsi ke chand herat angaiz fawaid bitanay ja rahay hain. ( Niazbo ) ki patiyon mein Potassium, manganese, copper, aur magnesium ki terhan madniyaat ki aik achi miqdaar par mushtamil hai. .. . Potassium dil ki sharah control aur blood pressure kam karta hai. ( Niazbo ) ki patiyon ko pani mein ubaal kar gilaay ki soozish gilaay ki kharaash mein istemaal kya jata hai. .. iIsi pani ke garare bhi kiye jatay hain. . . ( Niazbo ) ki pattian, saans ke nizaam ki kharabi ke ilaaj mein mufeed hai. . ( Niazbo ) ki pattian, chabanay se sard nazla aur flow mein mufeed hain. . ( Niazbo ) ki pattian, khansi ka sharbat aur gilaay se balgham nikaalte wali dawaon ka aik ahem juz hai. . . #NaizboKeFawaid #BasilBenefits #islamicWazaif ►Video URL★https://youtu.be/6MBoicSMjnQ ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments

Popular posts from this blog

Sajde Mein Jakar Allah Ka Ya Aik Naam 100 Baar Parh Lein Farishte Rizq Ki Boriyan Bhar Kar Leingay New video by The Urdu Islamic Teacher on YouTube

Mushkilat Ke Hal Ke Liye Surah Fatiha Ka Amal Qismat Ky Faisle Karwa Len New video by Wazifa Online Official on YouTube