Sote Waqt Yeh Kam Bhool Kar Bhi Nah Karna | Hazrat Imam Ali (RA) Qol | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube
This is the title of the video “ Sote Waqt Yeh Kam Bhool Kar Bhi Nah Karna | Hazrat Imam Ali (RA) Qol | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki is youtube video ka khulasa kuch is terhan hai . Dostoo. .. Yaad rahay ke. .. Hamaray zehen ke sochnay ka andaaz do terhan ka hota hai. . . Aik manfi aur dosra musbet. . . Hamein chahiye ke hum –apne zehen se hamesha musbet sochen. .. aur khaas tor par raat ko sonay se pehlay bhi hamari sochen musbet honi chahiye. .. InshAllah . .. Is cheez ke hamari zindagi par musbet asraat muratab hon ge. .. . Aur nojawanon ko chahiye ke manfi sochon se aur manfi khayalat se –apne aap ko daur rakhen. .. Yeh baat –apne zehen mein nah anay den. .. Ke woh kuch nahi kar satke. .. Aur nah hi halaat se pareshan hon. .. . Balkay Allah se achhai ki umeed rakhen. .. . Aur Allah se mangte rahen to kamyabi aur khushhali zaroor un ka muqaddar banay gi. .. . Yaad rahay ke insaan ki soch ka is ki zindagi par bara gehra assar hota hai. .. . Kamyaab zindagi, musbet sochon aur rawaiyon, , jab ke nakaam zindagi manfi sochon aur rawaiyon ka nateeja hoti hai. .. . Soch insani zehen par is had tak assar andaaz hoti hai ke koi bhi insaan apni qismat khud bana sakta hai. .. Zindagi ka har manzar soch se janam laita hai aur soch par hi khatam hota hai. .. Aik manfi soch ka haamil shakhs manfi amal ko janam deta hai jabkay musbet soch ka haamil shakhs tameeri feal injaam deta hai. . . Dostoo. .. Yeh baat paki hai ke. .. Hamari zindagi par hamari soch aur khayalat mustaqil tor par assar andaaz hotay hain ,. . Aur isi soch aur khayalat ke baray mein Hazrat Ali (razi Allah anho) ka yeh qoul bhi hai. .. . Aaj ki video mein hum aap ki tawajah aik aisay kaam ki janib mabzol karwanay ja rahay hain. .. ke jis ka insaan ki zindagi ke sath gehra talluq hai. .. aur aksar log jo apni zindagi ke baray mein shikayaat karte hain. .. ke hamara sath yeh masla hai. .. hamaray sath woh masla hai. .. woh is video ko ghhor se aakhir tak dekhen. . . is video ke aakhir tak aap yeh jaan jayen ge. .. ke aap ki zindagi mein jo masail hain. .. un ki wajah kya hai ?. .. aur un ko aap kaisay khatam kar satke hain ?. .. . raat ko sone se pehlay kon sa aisa kaam hai ?. . jis se Hazrat Ali ( razi Allah anho ) ne mana farmaya hai. .. yeh bhi aap ko bataya jaye ga. .. . lehaza video ko aakhir tak zaroor dekhieye ga. . . #HazratAliQol #IslamicWazaifOfficial #islamic_Wazaif ►Video URL★https://youtu.be/VPED3xakRC0 ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .
Comments
Post a Comment