Kun Fayakun Parhnay Ke Hiran Kn Mojzat | Miracles Of Kun Fayakun | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube
This is the title of the video “ Kun Fayakun Parhnay Ke Hiran Kn Mojzat | Miracles Of Kun Fayakun | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum aap ke liye jo wazifa laaye hain Qurani kalmat ka wazifa hai. Bohat hi Powerful aur zabardast wazifa hai Pyare Dostoo chunkay hamara aaj ka wazifa lafz ( Kun Fayakun ) ka wazifa hai. Ab Kun Fayakun ki taqat kya hai ?. .. Is ko samjhna intehai zaroori hai. Kyun ke is lafz ki taqat ko samajh kar wazifa kya jaye ga to hi is ka faida ho ga. . . To chaliye ab aap ko yeh batatay hain ke Kun Fayakun ka maienay o mafhum kya hai ? aur is ki taqat kya hai ? Yaad rahay ke Kun Fayakun Quran pak ka aik lafz hai aur is mein aisi taaqat hai ke is se aap ke barray se barray kaam hal ho satke hain aur aap ki har mushkil daur ho sakti hai. .. . Allah Tala Quran pak mein khud apni qudrat bayan karte hue farmata hai. .. ke jab mein kisi kaam ka iradah karta hon to mein" kun" kehta hon aur" Fayakun " woh kaam ho jata hai. . . Allah taala ke is lafz. .. Kun. . mein kitni taaqat hai. .. is ka tasawur karna bhi mushkil hai. . . Pyare Dostoo. .. is kayenat ka tasawur karne ke baad insaan ke liye yeh andaaza lagana mushkil nahi hai. .. ke is insaan ki is kayenat mein kya hesiyat hai. .. aur yaad rahay ke jab yeh insaan is qader chhota hai. .. to is insaan ki hajtein aur khuwaishe Allah ke samnay kya maienay rakhti hain. is liye agar aap ki koi haajat hai. .. jo saloon se atki hui hai. .. to is lafz ko parheen. Kun Fayakun ka vird karen. .. InshAllah aap ki hajat pori ho jaye gi. .. Allah taala ke lafz kun se aap ki hajat pori ho jaye gi. .. jab Allah chahay ga. .. to aap ka kam ban jaye ga. .. . is liye –apne har kam ke liye yeh lafz parheen. .. aur is yaqeen ke sath parheen. .. ke Allah taala aap ka kaam zaroor banaye ga. #Kun Fayakun ►Video URL★https://youtu.be/5_zIugLSlIE ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .
Comments
Post a Comment