The Prophet said: If any Dua is not accepted, then recite this Dua || Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


23 feb 2022 ki video This is the title of the video “ The Prophet said: If any Dua is not accepted, then recite this Dua || Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aik Allah ka darbaar aisa hai. .. ke jo aisa hai. jahan kuch bhi nah le kar jao. aur sab kuch le kar aao. .. baqi jahan jao ge. .. log aap ke hathon ko dekhen ge. .. aap ki jaib ko dekhen ge. .. kuch dainay ke badlay aap se muawza talabb kya jaye ga. . . peeron faqeero ke paas se kuch wusool bhi nahi hota. .. aur woh aap ke halaat ko mazeed kharab kar dete hain. .. . kyun ke woh aap se aik aik masla ko hal karne ke liye hazaron lakhoon rupay letay hain. .. aur masla hal honay ke bajaye aap ki pareshani mazeed barh jati hai. .. yeh log aap ko kangaal kar ke rakh dete hain. . . khudara –apne aap ko un jaali aamlon aur peeron se bachayen. .. aur apne masail ko sirf aur sirf is zaat ke samnay rakhen. .. jis ke paas tamam masail ka hal hai. .. aur masail ko hal karne wali zaat wohi hai. .. is ke ilawa koi nahi. .. jo aap ke masail ko hal kere. .. .. . Aaj ki video mein hum aap ke liye jo wazifa laaye hain. .. nabi Kareem saw ki aik pyari si dua ka wazifa hai. .. yeh wazifa har pareshani aur har masla ka hal hai. . ghar mein koi na-chaki hai, koi pareshani hai. .. kisi bhi terhan ka koi masla hai. .. biwi se, bachon, ya kisi aur ki taraf se koi pareshani hai. .. maali pareshani hai. . maali tangi hai. . aulaad nafarman hai. . biwi nafarman hai. .. yeh dua parheen. .. yeh wazifa karen. .. aap ka masla Insha Allah hal ho ga. .. aur aap ki jo bhi pareshani ho gi. .. woh daur ho gi. .. . . nabi Kareem saw ki yeh dua kya hai ?. .. aur is ka wazifa aap ne kaisay karna hai ?. . jan-nay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhieye ga. . . #islamicWazaif #Dua_Nabvi ►Video URL★https://youtu.be/cNhzPoG82VA ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments

Popular posts from this blog

Sajde Mein Jakar Allah Ka Ya Aik Naam 100 Baar Parh Lein Farishte Rizq Ki Boriyan Bhar Kar Leingay New video by The Urdu Islamic Teacher on YouTube

Mushkilat Ke Hal Ke Liye Surah Fatiha Ka Amal Qismat Ky Faisle Karwa Len New video by Wazifa Online Official on YouTube