Ya Arhamar Rahimin Ka Wazifa | Har jaiz khwahish Ke Liye Amal | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


Aaj 2 Feb 2022 ki video This is the title of the video “ Ya Arhamar Rahimin Ka Wazifa | Har jaiz khwahish Ke Liye Amal | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum aap ke liye jo wazifa laaye hain. Woh kalmaat Quran pak ke mubarak kalmaat hain. Un kalmaat ka wazifa pyare Aaqa SAW ki hadees se bhi saabit hai. .. yeh kalmaat aisay hain ke un kalmaat se aap ki dua foran qubool hoti hai. Un kalmaat ke baray mein pyare Aaqa SAW ne kya farmaya hai ? Aur un kalmaat ka wazifa aap ne kaisay karna hai ?. .. . Yaad Rahay ke Allah ki zaat Raheem hai. .. kareem hai. .. Aur aisa Reham karne wali zaat hai. .. ke is jaisa koi Reham karne wala nahi hai. .. . tamam Reham karne walon se ziyada Reham karne wali zaat Allah ki hai. Aur isi liye Allah taala ko (Arhamar Rahemeen) kaha gaya hai. .. Yani aisa Reham karne wala ke jis se barh kar koi Reham karne wala nahi hai. . . Pyare Dostoo. .. Hum aap ko un kalmaat yani" (Ya Arhamar Rahemeen)" se jura aik waqea bhi sunaein ge. .. lekin pehlay aap ko aaj ka yeh wazifa batatay hain. .. . jo ke intehai powerful wazifa hai. . . Yaad rahay ke. .. un kalmaat, yani ( (Arhamar Rahemeen) ). .. . mein Allah taala ne barri hi taaqat rakhi hai. .. agar aap is wazifa ko kar letay hain. .. to Allah ke hukum se aap ki har qisam ki zaroorat poori ho jaye gi. .. har mushkil aasaan ho jaye gi. .. har rukawat khatam ho jaye gi. . chahay aap ki rukawat aap ke kisi bhi kaam mein kyun nah ho. .. aap is wazifa ko kar len. INshAllah aap ke is wazifa se aap ka har ruka hwa kaam ban jaye ga. Aap ka koi bhi masla kyun nah ho. .. is masla ke liye is wazifa ko kar len. .. yeh wazifa khaas tor se gussa ke liye bohat hi mujrib hai. .. Agar aap ko gussa bohat ziyada aata hai. .. to aap is wazifa kar karen. .. INsha Allah aap ko gussa nahi aaye ga. . . #islamicWazaif #IslamicWazaifOfficial #YaArhamarRahemeen ►Video URL★https://youtu.be/-lr19TGB8oQ ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments