Isme Azam Alif Laam Meem ka Raaz | alif laam meem ka wazifa | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


This is the title of the video “ Isme Azam Alif Laam Meem ka Raaz | alif laam meem ka wazifa | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum aap ke liye Shaban ka bohat hi khobsorat aur Powerful wazifa laye hain. jo ke Alif, Laam, Meem ka wazifa hai. Aur is ko Isme Azam bhi kaha jata hai. . . yaad rahay ke Quran Pak Allah taala ki janib se nazil honay wala. . insanon ke liye aik azeem moujza hai. . magar yeh haqeeqat bohat kam log jantay hain. . ke is moajezae mein woh kya baat hai ?. .. jis ki wajah se yeh tamam Sabiqa majzon par Sabqat le gaya hai. Dostoo. . Quran Pak ki Azmat aur fazeelat bohat ziyada hai. .. jisay hum bayan nahi kar satke. .. is mubarak kitaab ka aik aik lafz hamaray liye bohat ziyada faida mand hai. .. agar is kalaam mein hum ghhor karen. .. to hum bohat si Barkaat samaitt satke hain. .. is ke alfaaz ko samajh kar hum apni hajat ko poora karwa satke hain. . hamari khwahisaat poori ho sakti hain. is kitaab ke aik aik lafz par Allah taala ne nakiyon ka wada farmaya hai. .. is kitaab mein hamari zindagi ki saari pareshaniyon ka hal mojood hai. . . aaj hum aap ko shabaan ka jo wazifa bitanay ja rahay hain. .. woh wazifa Alif Laam Meem ka wazifa hai. .. un huroof se Allah taala ke kalaam ka aaghaz hota hai. .. Quran ki mubarak Surat, Surah Al-Baqarah ka aaghaz hota hai. .. . un huroof ki madad se aap apni mushkilaat aur pareshaniyon se kaisay nijaat pa satke hain ?. . aur apni hajat ke Allah ke huzoor se kaisay poora karwa satke hain ?. . . un huroof ke wazifa ko aap ne Shaban ke maheena mein kaisay aur kab kab parhna hai ?. . . yeh tafseelaat jan-nay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhieye ga. . . #Isme_Azam #Alif_Laam_Meem ►Video URL★https://youtu.be/n6tIzq2AoHU ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments

Popular posts from this blog

Sajde Mein Jakar Allah Ka Ya Aik Naam 100 Baar Parh Lein Farishte Rizq Ki Boriyan Bhar Kar Leingay New video by The Urdu Islamic Teacher on YouTube

Mushkilat Ke Hal Ke Liye Surah Fatiha Ka Amal Qismat Ky Faisle Karwa Len New video by Wazifa Online Official on YouTube