Shaban Mein Asar Ke Bad 7 Bar Parhen | Apni Mushkilat Ko Allah Se Hal Karwaen | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube


This is the title of the video “ Shaban Mein Asar Ke Bad 7 Bar Parhen | Apni Mushkilat Ko Allah Se Hal Karwaen | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum aap ke liye dua ki qabuliat ka khas wazifa liye hain. jo ke Shaban ke maheena ka wazifa hai. .. is babarkat maheena mein yeh wazifa karen. .. aur apni hajat ko Allah ki zaat se poora karwaen. .. apni mushkilaat ko Allah se hal karwaen. .. jo dua is wazifa ke baad aap mangeen ge. .. Insha Allah qubool ho gi. . bashart e kay wazifa ko sharait ke sath kya jaye. . . yeh wazifa aap ne Shaban ke maheena mein kaisay karna hai ?. .. aur is ki sharait kya hain ?. .. . dostoo. .. . yaad rahay ke baaz auqaat aur baaz kalmaat aisay hotay hain. .. jin ke waseela se Allah taala dua ko bohat hi jald qabuliat bakhash deta hai. .. idhar bandah Allah ke samnay haath uthata hai. .. aur idhar is ki dua qubool ho jati hai. . . aur yeh bhi yaad rahay ke dua ki qabuliat mein yaqeen ka bhi bara amal dakhal hai. .. jitna yaqeen ke sath bandah –apne Allah se mangta hai. .. itna hi jald is ki dua qubool hoti hai. .. jaisa ke hadees pak ka mafhuum hai. . ke bandah Allah taala se jaisa gumaan rakhta hai. .. Allah taala is ke sath waisa hi maamla farmata hai. .. lehaza zaroori hai. .. ke jab bhi Allah se dua ki jaye. . to kaamil yaqeen ke sath ki jaye. . . yeh wazifa bohat hi mukhtasir lekin intehai mouser aur mujrib hai. .. aur is ki barket se aap Allah se jo bhi dua mangeen ge. .. Insha Allah qubool ho gi. . #islamicWazaif #IslamicWazaifOfficial #Shaban ►Video URL★ https://youtu.be/pu3vVUTx_us ►Disclaimer★ In this video some contents are used for educational purpose under fair use.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. ►Our Mission: Hamara maqsad tamam musalman behnoon aur bhaiyon ko Islami talemaat se aarasta karna aur khasosan inhen firqa wariyat, rang o nasal aur zabaan ki zanjeeroon se nijaat dilana, bundon ko bundon ke sath milana, aur bundon ko wazaif ke zariye Allah taala ki rehmaton se jorna hai. Hamari videos mein Islami Wazaif, Health tips, Khabrain, Islami kahaniyan, Samaji mein paish anay walay waqeat aur mukhtalif malomati videos shaamil hain. aur un tamam videos ka maqsad muashray ki rahnumai karna hai . aap sab se guzarish hai ke hamaray channel par videos dekhen aur hamaray channel ko subscribe bhi karen. shukriya .

Comments

Popular posts from this blog

Sajde Mein Jakar Allah Ka Ya Aik Naam 100 Baar Parh Lein Farishte Rizq Ki Boriyan Bhar Kar Leingay New video by The Urdu Islamic Teacher on YouTube

Mushkilat Ke Hal Ke Liye Surah Fatiha Ka Amal Qismat Ky Faisle Karwa Len New video by Wazifa Online Official on YouTube