Jummah Ke Din 10 Baar Yeh Parho Beta Hi Peda Hoga | Aulad Narina Ki Dua | Islamic Wazaif New video by Islamic Wazaif Official on YouTube
Aaj 3 Feb 2022 Ki Video Burrows Jumaraat. This is the title of the video “ Jummah Ke Din 10 Baar Yeh Parho Beta Hi Peda Hoga | Aulad Narina Ki Dua | Islamic Wazaif “ Assalam o Alaikum Brothers and Sisters , Aaj ki video mein hum aap ke liye jo wazifa laaye hain. Woh wazifa aulad narina ka mujrib aur khaas wazifa hai. Jummah ke din aap ne yeh wazifa karna hai. Aur Insha Allah aap ki beta honay ki khwahish poori ho gi. Dostoo Agarchay beti bhi aulaad hi hoti hai. Balkay beti ko to Allah ki Rehmat ke sath tashbeeh di gayi hai. Lekin hamaray muashray ka almiya hai ke betay ki khwahish laziman ki jati hai. Aur yeh kuch logon ki tamanna nahi hoti balkay har koi chahta hai ke is ke haan beta peda ho. Kya mard aur kya khawateen sab ka yahi haal hai. Agar aap ki bhi yahi khwahish hai to aap ne hamari yeh video skip nahi karni. Kyun ke aaj jummey ke din ka jo wazifa hum aap ke liye laaye hain. Yeh wazifa aap ki is khwahish ko poora karne ka powerful wazifa hai. Yeh wazifa aap ne kaisay karna h...